STORY
VIDEOS
NON VEG
Aye moj-e-hawa,Ab tu hi bata,Wo yar hamara kaisa hai?Jo bhool gaya hum ko kab se,Wo jaan se pyara kaisa hai ?Kia us ko jeewan lamho mein,Koi lamha mera baqi hai ?Kia uski jaagti aankhon main,Meri yaad se phaili udasi hai ?Kia wo bhi meri tarah yun hi,Shab bhar jaga kerta hai ?Kia wo bhi saya-e-rehmat main,Hamain RAB se manga karta hai ?Agar aisa nahi to tu hi bata,Hum yaad use Kion kertay hain ?Wo humse bicher ker khush hai agar,To hum pal pal kion marte hain ?
1
STORY
VIDEOS
Adult
Feedback
|
Contact us
|
Disclaimer